Vasal-e-Yaar OST Lyrics ARY Digital
Vasal-e-Yaar OST Lyrics ARY Digital...
Kiun hain ye pal mere sadiyon ki tarha
Gham hain kiun rawan lahron ki tarha
Tanhaiyan hain meri thahre panion ki tarha
Teri gali mein phir raha hon aandhion ki tarha
Kiun istarha mery andheron mein chandni ban gaya
Kiun bewaja meri kahani aakhri ban gaya
Ghumnam zindagi aawargi hai tu
Rasmein hain darmiyan deewangi hai tu
Kiun istarha meri duaon mein aarzo ban gaye
Rasmon ko torny ki aakhir Justajo ban gaye
Kiun istarha mere andheron mein chandni ban gaya
Kiun bewaja meri kahani aakhri ban gaya
Badal hai tu aashiyan par barsa de apni hansi
Tu raasta hai main hon manzil mil jaein gy kahein
Ly chal mujhe jahan tu chale chadar mein orhy hain sapny kai
Darta hai tu darti hon main kahein tham na jaein ye lamhein haseen
Kiun istarha meri duaon mein aarzo ban gaye
Kiun bewaja meri kahani aakhri ban gaya
Kiun hain ye pal mere sadiyon ki tarha
Gham hain kiun rawan lahron ki tarha
Tanhaiyan hain meri thahre panion ki tarha
Teri gali mein phir raha hon aandhion ki tarha
Kiun istarha mery andheron mein chandni ban gaya
Kiun bewaja meri kahani aakhri ban gaya
Kiun bewaja meri kahani aakhri ban gaya
Kiun bewaja meri kahani aakhri ban gaya
Kiun bewaja meri kahani aakhri ban gaya
Kiun bewaja meri kahani aakhri ban gaya....
