Maryam Drama Serial Cast & Crew Geo TV

Drama Plot:
"Maryam" aik aisi larki Maryam ki kahani hai jo buhat khobsurat aur masoom hai, wo hansti muskurati shakhsiyat shakhsiyat rakhti hai aur Amaan se piyar karti hai. Maryam Amaan ko purpose karti hai aur khushi khushi dono shadi kar lete hain aur khushgawar zindagi guzarte hain. Dono aik dosre se piyar karte hain aur aik dosre ko ache se jante hain. Amaan aik broder minded men hai jo har shakhsh ko uska mukamal haq deta hai. Amaan apni soteli maan aur bhai ke sath rahta hai jo hamesha tan-o-tashnee karte rahte hain aur Amaan ko har maqam par neecha dikhane ki har mumkin koshish karte hain lekin badle mein Amaan un se aur ziayada piyar karta hai. Dosri taraf Maryam ka kazan us se shadi karna chahata hai lekin Maryam mana karti hai. Maryam ka kazan us ke mana karne par usey aik din keliye kidnap karta hai aur dosre din usey ghar chor jata hai. Ye waqia Amaan aur Maryam mein zindagi mein buhat tabdili lata hai. Maryam pregnent ho jati hai, Kiya Amaan Is bache ko apna naam dega? Kiya Amaan Maryam ki masomiyat par yaqin kar paaye ga? Wese to Amaan Maryam par andha aitabar karta hai lekin kiya ye waqiya in dono ko alag kar dega? Stay with us for more....

Cast:
Faysal Qureshi
Mawra
Alyy Khan
Uzma Gilani
Kamran Jilani

Produced By: Geo A & B
Written By: Kishore Asmal
Directed By: Syed Ali Raza Usama

Related Searches:
Geo Tv Har Pal Geo Live Streaming
Geo Tv Har Pal Geo Song Lyrics
Geo Tv Har Pal Geo Drama Promos
Geo Tv Har Pal Geo OST Videos
Geo Tv Har Pal Geo Drama Cast
Geo Tv Har Pal Geo Wallpaper
Geo Tv Har Pal Geo Schedule


Labels: